dailymotion
Dawood Ahmed on 
- Back to Home »
- Love Shayari »
- Us ne kaha
Posted by : Unknown
Monday, 2 February 2015
Us ne kaha!
Tum me pehle jesi baat nahi!
Maine kaha!
Zindagi me tera sath nahi!
Usne kaha!
Kia ab b kisi ki ankhon mein dob jatay ho?
Maine kaha!
Ab kisi ankh me wo baat nahi!
Usne kaha!
Kyun itna tot kar chaha tha mujhe?
Maine kaha!
Insan hon pather zaat nahi!
Usne kaha!
Kia main bewafa hon?
Maine kaha!
Mujhe ab wafa ki talash nahi!
Us ne kaha!
Bhool jana mujhko!
Maine kaha!
Tum "ZINDGI"ho.?
koi "KHAWAB" nahi?